“Music is the moonlight in the gloomy night of life”
If we talk about the connection of music and soul it comes to deep connection of music to the brain and intrinsically meaningful to humanity as a race. It drives our actions and emotion and influences our brain. And when it comes to Bollywood songs we love these songs from our soul because songs in Bollywood are not bounded by words but are related to feelings.
From love, yaari, heartbreaks to travel, motivation and moreover wedding or function songs. Bollywood gives us numerous songs that we hear and feel them. We can dedicate each and every specific song to our best friend like “Apna Time Aayega” from Gully Boy, “Slow Motion” from Bharat and a lot more best Bollywood songs 2019.
The year 2019 was not only started with great Bollywood movies but also with awesome songs. While some were a remake of the old ones and some were newly penned and originally composed. This year there were varieties of Bollywood songs 2019 from Romantic to Party numbers.
The most trending and heard songs are also awarded by calculating the numbers of like, and the number of times it has been played. Coming back to the topic, the Best Bollywood songs 2019 are:-
Top Bollywood songs of 2019
Asli Hip Hop (Gully Boy)
Thanda kuch nahi sab garam hi garam hai
Angaar hai, angaar hai
2 by 4, 2 se 4 hai
O ho…Ab karo D-Cypher bhai!
(Old school, Old school wala flow)Khada hoon kaise main yahan pe
Ab na puchna, dard shayri mein
Tujhko chahiye saboot kya
Shikhar yeh soch par
Juda hoon main zameen seYaqeen tumko na par aage aaya main yakeen se
Laakh nafratein hon saath Maa ka pyaar hai
Hansi hai uski jeet meri kaise jaau haar main
Kaat lo zubaan aansuon se gaaunga
Gaad do, beej hoon main ped ban hi jaunga
(aaho)Dil tha toota tab Hip-Hop mere saath tha
Ujaale milne mein mujhe
Haan raat ka hi haath tha
Kalakaar main, kal ko aakar doon
Yehi hai mera dharm
Meri dusri koi jaat na
Maa hai Rabb meri
Gali yeh meri mashooqa
Ladka aida main, jhukane par bhi na jhuka
Sun rahe jo mujhko beshumaar pyaar unse
Banata geet main
Par main khud bana hoon tumse
Gaur karlo meri baaton pe tum dhyan do
Naino ko main namm karun
Sukoon main deta kaan koChilaao zor se uthao apne haath tum
Asli Hip-Hop se milayein Hindustan ko
Hindustan ko, haan ji Hindustan ko
Asli Hip-Hop se milayein Hindustan ko
Hindustan ko, haan ji Hindustan ko
Asli Hip-Hop se milayein Hindustan ko, kya!
Apna Time Aayega (Gully Boy)
Uth ja apni raakh se
Tu udd ja ab talaash mein
Parwaaz dekh parwane ki
Aasman bhi sar uthayega
Aayega apna time aayega
Mere jaisa shaana lala
Tujhe na mil payega
Yeh shabdon ka jwala
Meri bediyan pighlayega
Jitna toone boya hai tu
Utna hi to khaayega
Aisa mera khwaab hai
Jo darr ko bhi satayega
Zinda mera khwaab
Ab kaise tu dafnayega
Ab hausle se jeene de
Ab khauf nahi hai seene mein
Har raaste ko cheerenge
Hum kaamyabi chheenenge
Sab kuchh mila paseene se
Matlab bana ab jeene mein
Kyon
Kyon ki apna time aayega
Tu nanga hi to aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega x (2)
Tu nanga hi to aaya hai
Kya ghanta lekar..
Kissi ka hath nahi tha sar par
Yahaan par aaya khud ki mehnat se main
Jitni taakat kismat mein nahi
Utni rehmat mein hai
Phir bhi ladka sehmat nahin hai
Kyon ki hairat nahi hai
Zaroorat yahaan marzi ki
Aur jurrat ki hai
Taakat ki hai, aafat ki
Himaakat ki, ibaadat ki
Adalat yeh hai chahat ki
Mohobbat ki, amaanat ki
Jeetne ki ab aadat ki hai
Shohrat ki ab laalach nai hai
Tere bhai jaisa koyi hard’ch nai hai
Iss harkat ne hi barkat di hai
Kyon?
Tu nanga hi to aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi to aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Kya tu ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Laga Title Track
Ankhiyan de kol reh jaane de
Kehna hai jo keh jaane de…
Tere khayalon mein beete yeh raatein
Dil mera maange ek hi dua
Tu saamne ho aur karun main baatein
Lamha rahe yoon thehra hua
Pehle toh kabhi yun mujhko na aisa kuch hua
Deewani lehron ko jaise saahil mila…
O… Ek ladki ko dekha toh aisa laga
Ek ladki ko dekha toh aisa laga
O mere sohneya ve
Chhad saari galiyan main
Naal tere tur chaleya main
Le chal mujhko duniya se tu door
Chori chori jad tenu takkeya main
Khud ko sambhal na sakeya main
Chadh gaya sajna tera yeh fitoor…
Langh jaani ve
Marjaani raat
Kehni jo thi
Keh de woh baat (x2)
Ho… Ek ladki ko dekha toh aisa laga
Ek ladki ko dekha toh aisa laga
Ek ladki ko dekha toh aisa laga
Coca Cola (Luka Chuppi)
Sanwali saloni
Adayein manmohni
Teri jaisi beauty
Kisi ki bhi nahi honi
Thande ki bottle
Main tera opener
Tujhe gat gat main peelun
Coca cola tu…
Shola shola tu…
Gym-shym karta hoon
Ted mera lead aa
Ni tu boldi ae gallan
Jivein chaldi machine aa
Ni tu 24vi ghante vekhdi ain
Scooby-dooby-doo
Halle rehn de naa boli
I love you!
Pehle khol le tu botal
Galiyon peh jave raula yun
Ki saare bole tujhe coca cola tu
Coca coca co co.. Coke
Na samajh tu coca cola
Main taa whiskey di botal
Mera ik sip hi hai kaafi
Hone ko no shot
Chakhna manaa hai
Rukna manaa hai
Mujhe peele zara aa tu
Coca cola tu…
Shola shola tu…
Coca cola tu…
Shola shola tu…
Tu meri.. Tu meri..
Haye dil ki pyas bujhana
Tu meri.. Tu meri..
Din bhar ki thakan mitaana
Coca cola tu…
Shola shola tu…
Coca cola tu…
Shola shola tu…
First Class (Kalank)
Mere hothon se dhuaandhaar nikalti hai jo boli
Jaise jaise bandook ki goli
Mere tevar mein hai tehzeeb ki rangeen rangoli
Jaise jaise ho eid me holi
Mere hothon se dhuaandhaar nikalti hai jo boli
Jaise jaise bandook ki goli
Mere tevar mein hai tehzeeb ki rangeen rangoli
Jaise jaise ho eid me holi
Mere jeevan ki dasha
Thoda raston ka nasha
Thodi manzil ki pyaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Haan kasam se
Baaki sab first class hai
Pal mein tola pal mein masha
Jaisi baazi waisa pasha
Apni thodi hattke duniyadaari hai
Karna kya hai chandi sona
Jitna paana utna khona
Hum toh dil ke dhande ke vyapari hain
Meri muskaan liye kabhi aati hai subah
Kabhi shamein udaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Haan kasam se
Baaki sab first class hai
Ho sabke hothon pe charcha tera
Bant’ta galiyon mein parcha tera
Yun toh aashiq hain laakhon magar
Sabse ooncha hai darjaa tera
Jeb mein ho athanni bhale
Chalta noton mein kharcha tera
Yun toh aashiq hain laakhon magar
Sabse ooncha hai darjaa tera
Sabse ooncha hai darjaa tera
Meri taareef se chhupti phire badnaamiyan meri
Jaise jaise ho aankh micholi
Mere tevar mein hai tehzeeb ki rangeen rangoli
Jaise jaise ho eid me holi
Mere jeevan ki dasha
Thoda raston ka nasha
Thodi manzil ki pyaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Haan kasam se
Baaki sab first class hai
Haan!.
Poster Lagwa Do (Luka Chuppi)
Ho yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Poster lagwa do baazar mein
Ho yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Poster lagwa do baazar mein
Ho ek ladka, ek ladki
Ek ladka, ek ladki
Ek ladka ladki
Ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki
Ho dono paagal ho gaye pyar mein
Ho dhoondane ko pyar mein
Ghooma hoon gali gali
Tu jo mil gayi
To dil ko mil gayi tasalli
Dhoondane ko pyar mein
Ghoomi hoon gali gali
Tu jo mil gaya
To dil ko mil gayi tasalli
Ab jo mile hain tum
Aa ho jayein khalli balli
Yeh na ho phans jaaye
Yeh na ho phans jaaye
Yeh na ho, na ho, na ho
Na ho jaaye jaaye jaaye jaaye
Donon is sansaar mein
Yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Poster lagwa do baazar mein
Yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Arre poster lagwa do baazar mein
Ho ek ladka, ek ladki
Ek ladka, ek ladki
Ek ladka ladki
Ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki
Ho dono paagal ho gaye pyar mein.
Photo (Luka Chuppi)
Main dekhun teri photo
Sau sau baar kude
Main dekhun teri photo
Sau sau baar kude
Ke uthde tufaan seene vich
Sau sau baar kude
Main dekhun teri photo
Sau sau baar kude
Tu sapne mein aa hi jaati hai
Tu neend udaa hi jaati hai
Tu sapne mein aa hi jaati hai
Tu neend udaa hi jaati hai
Tu mil ek vaar kude
Main dekhun teri photo
Sau sau baar kude
Ke uthde tufaan seene vich
Sau sau baar kude
Main dekhun teri photo
Deewana toone kar diya
Aise tere bin ab reh na sakoon
Dil ki baat tujhe aakar main
Keh na sakoon
Deewana toone kar diya
Aise tere bin ab reh na sakoon
Dil ki baat tujhe aakar main
Keh na sakoon
Meri good morning tu hai
Meri good night bhi tu
Yeh duniya wrong lage
Meri liye right bhi tu
Tu ban meri raani kude
Deewana nirmaan kude
Tu kar ehsaan kude
Main dekhun teri photo
Sau sau baar kude
Ke uthde tufaan seene vich
Sau sau baar kude
Main dekhun teri photo.
Dil Mein Ho Tum (Why Cheat India)
Chal diya
Dil tere peeche peeche
Dekhta main rah gaya
Kuch toh hai tere mere darmiyan
Jo ankaha sa reh gaya
Main jo kabhi keh na saka
Aaj kehta hoon pehli dafa
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
Yeh ishq ki hain saazishein
Lo aa mile hum dobara
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
Pehli nazar se hi yaara
Sarphira sa main musafir
Paaon kahin thehre na mere
Phir meri awaargi ko
Aane lage khaab tere
Sarphira sa main musafir
Paaon kahin thehre na mere
Phir meri awaargi ko
Aane lage khaab tere
Yeh pyaar bhi kya qaid hai
Koi hona na chaahe riha
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
O.. yeh ishq ki hain saazishein
Lo aa mile hum dobara
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
Pehli nazar se hi yaara
Tere bin ye saare mausam
Berang thhe bemaza thhe
Shaamil nahi thi tu jinme
Wo saare pal bewajah thhe
Woh zindagi hai hi nahi
Jo main tere bina jee liya
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
O..yeh ishq ki hain saazishein
Lo aa mile hum dobara
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
Pehli nazar se hi yaara.
Teri Mitti (Kesari)
Talwaron pe sar vaar diye
Angaron mein jism jalaya hai
Tab jaake ke kahin humne sar pe
Yeh kesari rang sajaya hai
Ae meri zameen afsos nahi
Jo tere liye sau dard sahe
Mehfooz rahe teri aan sada
Chahe jaan meri yeh rahe na rahe
Ae meri zameen mehboob meri
Meri nas nas mein tera ishq bahe
Feeka na pade kabhi rang tera
Jismon se nikal ke khoon kahe
Teri mitti mein mil jawaan
Gull banke main khil jawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Sarson se bhare khalihan mere
Jahaan jhoom ke bhagda paa na saka
Aabad rahe woh gaanv mera
Jahaan laut ke wapas ja na saka
Ho watna ve, mere watna ve
Tera mera pyar nirala tha
Kurban hua teri asmat pe
Main kitna naseebon wala tha
Teri mitti mein mil jawaan
Gull banke main khil jawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Ho Heer meri tu hasti rahe
Teri ankh ghadi bhar nam na ho
Main marta tha jis mukhde pe
Kabhi uska ujala kam na ho
Ho maayi meri kya fikar tujhe
Kyun ankh se dariya behta hai
Tu kehti thi tera chaand hoon main
Aur chand hamesha rehta hai
Teri mitti mein mil jawaan
Gull banke main khil jawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzu.
Kalank Title Track
Hawaaon mein bahenge
Ghataon mein rahenge
Tu barkha meri
Main tera baadal piya
Jo tere na huve toh
Kisi ka na rahenge
Deewani tu meri
Main tera paagal piya
Hazaaron mein kisi ko
Taqdeer aisi mili hai
Ik Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane ye zamaana
Kyun chaahe re mitaana
Kalank nahi ishq hai kaajal piya
Kalank nahi ishq hai kaajal piya
Main tera, main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera, main tera
Musaafir main bhatka tu mera basera
Main tera o.. main tera
Tu jugnu chamakta
Main jungle ghanera
Main tera…
Main tera, main tera, main tera
Ho…
Ve Maahi (Kesari)
O maahi ve.. o maahi ve..
Maahi mainu chhaddeyo naa
Ke tere bin dil nahio lagna
Jithe vi tu chalna ae
Maahi main tere piche piche chalna
Tu jee sakdi nai
Main jee sakda nai
Koi doosri main shartan vi rakhda nai
Kya tere baajon mera
Sacchiyan mohabbatan ve
Ho maahi kithe hor nahio milna
Hor nahio milna
Jithe vi tu chaleya haan
Maahi main tere piche piche chalna
Pichhe pichhe chaleya
O maahi ve.. o maahi ve..
Dil vich tere yaara mainu rehn de
Aankhon se yeh aankhon wali gal kehn de
Dil vich tere yaara mainu rehn de
Aankhon se yeh aankhon wali gal kehn de
Dhadkan dil di ae tainu pehchaane
Tu mera hai main hoon teri Rab bhi ye jaane
Tu reh sakdi nai, main reh sakda nai
Tere bin yaara aur kitte takkda nai
Kya tere baajon mera
Rang tera chadheya ve
Ke hun koi rang nahio chadhna
Rang nahio chadheya
Jithe vi tu chaleya haan
Maahi main tere pichhe pichhe chalna
Pichhe pichhe chaleya
Maahi mainu chhadeyo naa
Ke tere bin dil nahio lagna
Jithe vi tu chalna ae
Maahi main tere piche piche chalna
Maahi mainu chhadeyo na
Ke tere bin dil nahio lagna
Jithe vi tu chalna ae
Maahi main tere piche piche chalna.
Mere Sohneya (Kabir Singh)
Ban-than ke mutiyara aaiyan
Aaiyan patola banke
Kanna de wich pippal patiyan
Baanhi chuda khanke
Ban-than ke mutiyara aaiyan
Aaiyan patola banke
Kanna de wich pippal patiyan
Baanhi chuda khanke
Mere sohneya sohneya ve
Ve maahi mera kithe naiyo dil lagna
Mere sohneya sohneya ve
Ve maahi mera kithe naiyo dil lagna
Haye tera rasta ve
Nange pair turna ve
Tu hai nal mere
Ta main kyon ae darna ve
Tera rasta ve
Nange pair turna ve
Tu hai nal mere
Ta main kyon ae darna ve
Haye dono ne rona, dono ne hasna
Sab nu hai dassna
Mere soneya soneya ve
Ve maahi mera kithe naiyo dil lagna
Mere sohneya sohneya ve
Ve maahi mera kithe naiyo dil lagna
Ve maahi mera kithe naiyo dil lagna
Ve maahi mera kithe naiyo dil lagna
Ban-than ke mutiyara aaiyan
Aaiyan patola banke
Kanna de wich pippal patiyan
Baanhi chuda khanke.